Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJaved Akhtar
HomeJaved Akhtar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tera banega woh jo tera nahin hai aye dil bata kyun tujhko itna yakeen hai mere dil e beqaraar haan dil e beqaraar yahi hota pyaar hai kya mere dil e beqaraar haaye yahi hota pyaar hai kya mere dil e beqaraar yahi hota pyaar hai kya khaabon mein koi kyun hai yun rehta aye dil tu kyun mujhse hai yeh kehta woh mera rasta bhi hai aur woh hi manzil woh mera saagar bhi hai aur woh hi saahil kaisi bata yeh betaabiyaan hai hum chalte chalte aaye kahaan hai dil e beqaraar yahi hota pyaar hai kya mere dil e beqaraar haai yahi hota pyaar hai kya mere dil e beqaraar yahi hota pyaar hai kya sunta hoon main teri yeh daastaan simtegi ik din to yeh dooriyaan umeed tune aye dil khoyi nahin hai teri zid pe mere aye dil sad aafree hai kyun yeh junoon hai kya justzoo hai aakhir tujhe kyun yeh aarzoo hai dil e beqaraar yahi hota pyaar hai kya mere dil e beqaraar haai yahi hota pyaar hai kya mere dil e beqaraar yahi hota pyaar hai kya
ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi phool kyun saare murjha gaye kis liye bujh gayi chandani ye bataa de mujhe zindagi kal jo baahon mein thi aur nigaahon mein thi ab wo garmi kahaan kho gayi kal jo baahon mein thi aur nigaahon mein thi ab wo garmi kahaan kho gayi naa wo andaaz hai naa wo aawaaz hai naa wo andaaz hai naa wo aawaaz hai ab wo narmee kahan kho gayi ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi bewafaa tum nahin bewafaa hum nahin phir wo jazbaat kyun so gaye bewafaa tum nahin bewafaa hum nahin phir wo jazbaat kyun so gaye pyaar tum ko bhi hai pyaar hum ko bhi hai pyaar tum ko bhi hai pyaar hum ko bhi hai faasle phir ye kyun ho gaye ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi phool kyun saare murjha gaye kis liye bujh gayi chandani ye bataa de mujhe zindagi ye bataa de
ye jo thode se hain paise kharch tum par karun kaise ye jo thode se hain paise kharch tum par karun kaise agar kahin ek dukaan hoti jahaan pe milte gagan ke taare agar kahin ek dukaan hoti jahaan pe milte gagan ke taare main saare taare kharid leta tumhaare aanchal mein taank deta magar kya karun main ke ye jaantaa hoon taare milte nahin aise taare milte nahin aise ye jo thode se hain paise kharch tum par karun kaise agar kahin ek dukaan hoti jahaan pe milte haseen sapne agar kahin ek dukaan hoti jahaan pe milte haseen sapne main saare sapne kharid laata tumhaari palkon pe main sajaata magar kya karun main ke ye jaantaa hoon sapne milte nahin aise sapne milte nahin aise ye jo thode se hain paise kharch tum par karun kaise main jaantaa hoon main jaantaa hoon kahaan ye paise kahaan muhabbat kahaan ye zarre kahaan wo parvat kahaan ye kaagaz ki ek naav kahaan wo jazbaat ka bahaab ye sach hai magar phir bhi main sochta hoon ye jo thode se hain paise kharch tum par karun
ahal e talab aajaab zikr mein tum ko bulaaye ahadullaah zikr se badh ke nahin hai amal koi hai farmaan e rasulallaah nizaat miltee hai unko yaqeenan karein jo kalm se zikr allaah zikr se sar kattaa hai nafas kaa beshaq zikr hai saifullaah zikr aman hai zikr hai fatah zikr shifaa hai zikr hai dawaa allaahuu baaqimil qull e faanii aur fanaa hai sub wo waqaabillaah hoo allaah hoo allaah hoo allaah hoo allaah har gul mein har buu mein har shay mein hai noorullaah har gul mein har buu mein har shay mein hai noorullaah har dil mein har pal mein rahe zikr e illallaah zikr hai behtar nafrat se zikr hai behtar gaflat se zikr hai behtar hujjat se zikr hai behtar giibat se allah hoo allah hoo allah hoo laa ilaahaa illallaah yaa hayyuum yaa qayyuum yaa hayyuum yaa qayyuum yaa awwal yaa aakhir yaa awwal yaa aakhir yaa haleem yaa kareem yaa azeem yaa raheem yaa haleem yaa kareem yaa aziim yaa raheem yaa rahmaan yaa subhaan yaa annaan yaa mannaan yaa rahmaan yaa subhaan yaa
liye sapne nighaahon mein chala hoon teri raahon mein liye sapne nighaahon mein chala hoon teri raahon mein zindagi aa rahaa hoon main zindagi aa rahaa hoon main kai yaadon ke chehre hain kai kisse puraane hain teri sau daastaane hain tere kitne fasaane hain kai yaadon ke chehre hain kai kisse puraane hain teri sau daastaane hain tere kitne fasaane hain magar ik wo kahaani hai jo ab mujhko sunaani hai magar ik wo kahaani hai jo ab mujhko sunaani hai zindagi aa rahaa hoon main zindagi aa rahaa hoon main mere haathon ki garmi se pighal jaayengi zanjeeren mere kadmon ki aahat se badal jaayengi taqdeeren mere haathon ki garmi se pighal jaayengi zanjeeren mere kadmon ki aahat se badal jaayengi taqdeeren umeedon ke diye le kar ye sab tere liye le kar umeedon ke diye le kar ye sab tere liye le kar zindagi aa rahaa hoon main zindagi aa rahaa hoon main kabhi tujhko gila mujhse kabhi mujhko shikayat hai magar phir bhi tujhe meri mujhe teri zaroorat hai kabhi tujhko gila
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Yahi Hota Pyaar Namastey London (2007) 06:24 11154
 
Poster of Namastey London (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Katrina Kaif
Duration : 06:24   Song Number : 11154   

Ye Bataa De Mujhe Zindagi Saath Saath (1982) 05:00 21461
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
On Screen Actors- 
Farooq Sheikh, Deepti Naval
Duration : 05:00   Song Number : 21461   

Ye Jo Thode Se Hain Paise Papa Kahte Hain (1996) 05:23 11792
 
Poster of Papa Kahte Hain (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Jugal Hansraj, Mayuri Kango
Duration : 05:23   Song Number : 11792   

Zikr Netaji Subhas Chandra Bose (The Forgotten Hero) (2004) 04:41 40354
 
Poster of Netaji Subhas Chandra Bose (The Forgotten Hero) (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
Duration : 04:41   Song Number : 40354   

Zindagi Aa Raha Hoon Mashaal (1984) 05:35 13692
 
Poster of Mashaal (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 05:35   Song Number : 13692   
Karaoke Songs of javed akhtar, Sad Songs of javed akhtar, Love Songs of javed akhtar, Dance Songs of javed akhtar, Hip-hop songs of javed akhtar, Best songs of javed akhtar, Super hit songs of javed akhtar, hit songs of javed akhtar, duet songs of javed akhtar, solo songs of javed akhtar, old songs of javed akhtar, famous songs of javed akhtar, Hindi Karaoke Songs of javed akhtar, Hindi Sad Songs of javed akhtar, Hindi Love Songs of javed akhtar, Hindi Dance Songs of javed akhtar, Hindi Hip-hop songs of javed akhtar, best Hindi songs of javed akhtar, super hit Hindi songs of javed akhtar, hit Hindi songs of javed akhtar, duet Hindi songs of javed akhtar, solo Hindi songs of javed akhtar, old Hindi songs of javed akhtar, famous Hindi songs of javed akhtar, Sing Along Songs of javed akhtar, Sing Along Sad Songs of javed akhtar, Sing Along Love Songs of javed akhtar, Sing Along Dance Songs of javed akhtar, Sing Along Hip-hop songs of javed akhtar, Sing Along Best songs of javed akhtar, Sing Along Super hit songs of javed akhtar, Sing Along hit songs of javed akhtar, Sing Along duet songs of javed akhtar, Sing Along solo songs of javed akhtar, Sing Along old songs of javed akhtar, Sing Along famous songs of javed akhtar